Quantcast
Viewing all 2183 articles
Browse latest View live

Kesho Per Kalmal Haari – Radha Krishna Bhajan

Kesho Per Kalmal Haari – Radha Krishna Bhajan

 

Meri Behana Kesho Pe Kalmal Haari
Mastak Pe Madan Murari
Likh De Likhau Jo Jo Baat Mein

Meri Behana Kesho Pe Kalmal Haari
Mathe Pe Madan Murari
Likh De Likhau Jo Jo Baat Mein

Tan Pe Naam Likho Chitlake
Mann Mein Apne Tu Ati Harsha Ke
Likh De Mann Lagan Laga Ke
Likh De Likhau Jo Jo Likhau Baat Mein

Meri Behana Kesho Pe Kalmal Haari
Mathe Pe Madan Murari
Likh De Likhau Jo Jo Baat Mein

Boliye Banke Bihari Lal Ki Jai
Hari Bol

Brakuti Pe Bhaye Nashak Likh De
Brakuti Pe Bhaye Nashak Likh De
Bhaktan Ke Rakhware

Palko Pe Peetambar Dhari
Jag Ke Palan Hari
Ho Palko Pe Peetambar Dhari
Jag Ke Palan Hari

Naino Pe Likh Natwar Nandan Ho Ho
Naino Pe Likh Natwar Nandan
Hai Naino Ke Paare Behana

Korarn Pe Krishna Murari
Korarn Pe Krishna Murari

Galo Pe Girvardhari
Likh De Likhwau Jo Jo Baat Mein
Meri Behna Kesho Pe Kalmal Haari
Mastak Pe Madan Murari
Likh De Likhau Jo Jo Baat Mein

Nirvikaar Nasika Pe Likhde
Natkhat Nand Dulare

Adhro Pe Anand Kand
Man Mohan Banshi Ware
Adhro Pe Anand Kand
Man Mohan Banshi Ware

Chaturbhuji Likh Cheevuk Pe Mere
Chaturbhuji Likh Cheevuk Pe Mere
Chamke Chakkar Ware Behana

Kano Pe Karuna Dhari
Jeevha Pe Gau Rakhware
Likh De Likhau Jo Jo Baat Mein

Meri Behana
Kesho Pe Kalmal Haari
Mastak Pe Madan Murari
Likh De Likhwau Jo Jo Baat Mein

Bhujan Pe Bhujdhar Bhoor Bhoor Likh
Bhujan Pe Bhujdhar Bhoor Bhoor Likh
Bahiyan Pe Likh Banwariya
Bahiyan Pe Likh Banwariya

Preetam Pyara Likh Pahucho Pe
Phulkit Ho Banwari
Preetam Pyara Likh Pahucho Pe
Phulkit Ho Banwari

Nand Nandan Likh Nakho Mere Ho Ho
Nand Nandan Likh Nakho Mere
Chhati Pe Likh Chhaliya Ri Behana

Nabhi Pe Likh Natnagar
Nabhi Pe Likh Natnagar

Kat Pe Likh Karuna Sagar
Likh De Likhwau Jo Jo Baat Mein

Meri Behana
Kesho Pe Kalmal Haari
Mastak Pe Madan Murari
Likh De Likhwau Jo Jo Baat Mein

Jangho Pe Likh Jevan Data
Paar Lagave Naiyya

Ghutno Pe Ghanshyam
Ghanere Gopin Ras Rachaiya
Ho Ghutno Pe Ghanshyam
Ghanere Gopin Ras Rachaiya

Prem Pujari Likh Pindalin Pe
Prem Pujari Likh Pindalin Pe
Baldau Ko Bhaiya

Behana Panje Pe Likh De Dari
Mohan Ki Radha Pyari
Likh De Likhau Jo Jo Baat Mein

Meri Behna
Kesho Pe Kalmal Haari
Mastak Pe Madan Murari
Likh De Likhwau Jo Jo Baat Mein

Tedi Pe Likh Ek Agochar
Yashmati Maa Ko Chhona
Tedi Pe Likh Ek Agochar
Yashmati Maa Ko Chhona

Talvo Pe Likh Teen Lok Ki
Jane Shyam Salona
Ho Talvo Pe Likh Teen Lok Ki
Jane Shyam Salona

Rom Rom Paira Mein Likh De
Bachena Koi Kona

Radha Gudna Gudwa Ke
Yu Boli Mann Muska Ke
Likh De Likhwau Jo Jo Baat Mein

Meri Behna
Kesho Pe Kalmal Haari
Mastak Pe Madan Murari
Likh De Likhwau Jo Jo Baat Mein

Meri Behna
Kesho Pe Kalmal Haari
Mastak Pe Madan Murari
Likh De Likhwau Jo Jo Baat Mein

Meri Behna
Kesho Pe Kalmal Haari
Mathe Pe Madan Murari
Likh De Likhwau Jo Jo Baat Mein

Bolo Radha Rani Sarkar Ki Jai
Jai Shri Radhe
Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam


Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya – Khatu Shyam Bhajan

Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya – Khatu Shyam Bhajan

 

Bigade Har Ek Kaam Ko Usne Bana Liya
Jisne Bhi
Jisne Bhi Mere Shyam Ko
Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Bigade Har Ek Kaam Ko Usne Bana Liya
Jisne Bhi
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Bigade Har Ek Kaam Ko Usne Bana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Jisne Bhi Chaha Shyam Ko

Aangan Mein Uske Hi Sada Khushiyo Ka Gul Khila

Barso Ka Tha Sawal Jo Ek Pal Mein Paa Liya
Jisne Bhi
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Sanwariya Seth Shyam Ki Mahima Mahan Hai

Mahima Mahan Hai
Mahima Mahan Hai
Kalyug Mein Pooje Apko
Saara Jahan Hai
Saara Jahan Hai
Ek Baar Jisne Sheesh Jo
Darr Pe Jhuka Liya

Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Duniya Mein Dev Shyam Saa
Ata Nahi Nazar
Ata Nahi Nazar
Jisne Ki Daan Mein Diya
Pal Bhar Mein Apna Sir
Pal Bhar Mein Apna Sir

Kahta Hai Jisne Bawra
Kahta Hai Jisne Bawara
Gungaan Gaa Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya
Jisne Bhi Mere Shyam Ko Mann Se Mana Liya

Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai Ho
Bolo Lakkhdatar Ki Jai
Bolo Khatu Naresh Ki Jai Ho

Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam

Jab Se Mila Tu Saanwre Kismat Savar Gayi – Krishna Bhajan

Jab Se Mila Tu Saanwre Kismat Savar Gayi – Krishna Bhajan

 

Jab Se Mila Tu Saanwre
Kismat Savar Gayi

Jab Se Mila Tu Saanwre
Kismat Savar Gayi

Meri Andheri Jindagi
Khushiyo Se Bhar Gayi
Meri Andheri Jindagi
Khushiyo Se Bhar Gayi

Jab Se Mila Tu Saanwre
Kismat Savar Gayi

Khaata Raha Hu Thokare
Dar Dar Ki Mai Sada
Khaata Raha Hu Thokare
Dar Dar Ki Mai Sada

Haatho Ko Tune Thaam Ke
Chalna Sikha Diya
Haatho Ko Tune Thaam Ke
Chalna Sikha Diya

Tune Dikhayee Raah To
Tune Dikhayee Raah To
Manzil Hi Mil Gayi

Jab Se Mila Tu Saanwre
Kismat Savar Gayi
Jab Se Mila Tu Saanwre
Kismat Savar Gayi

Meri Andheri Jindagi
Khushiyo Se Bhar Gayi

Jab Se Mila Tu Saanwre
Kismat Savar Gayi
Jab Se Mila Tu Saanwre
Kismat Savar Gayi

Bolo Sachchidanand Bhagwan Ki Jai
Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam

Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega – Khatu Shyam Bhajan

 Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega – Khatu Shyam Bhajan

 

Bhet Karde Inhe Ye Badal Jayega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega

Bhet Karde Inhe Ye Badal Jayega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega

Bhet Karde Inhe Ye Badal Jayega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega

Tere Aansu Aagar Dil Se Bah Jayenge
Tu Mera Hai Mera Shyam Kah Jayenge
Tere Aansu Aagar Dil Se Bah Jayenge

Tu Mera Hai Mera Shyam Kah Jayenge

Tum Se Milne Ko Ye Bhi Machal Jayega
Tum Se Milne Ko Ye Bhi Machal Jayega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega

Aansuo Se Kinara Ye Karta Nahi
Kaun Kahta Hai Dukh Shyam Harta Nahi
Aansuo Se Kinara Ye Karta Nahi
Kaun Kahta Hai Dukh Shyam Harta Nahi

Shyam Kripa Se Tu Bhi Sambhal Jayega
Shyam Kripa Se Tu Bhi Sambhal Jayega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega

Bhakt Bhagwan Mein Aansu Se Tu Bana
Aam Raste Se Milne Ka Hai Tu Bana
Bhakt Bhagwan Mein Aansu Se Tu Bana
Aam Raste Se Milne Ka Hai Tu Bana

Pappu Sharma Yu Aage Nikal Jayega
Pappu Sharma Yu Aage Nikal Jayega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega

Bhet Karde Inhe Ye Badal Jayega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega

Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega
Ansuano Se Tere Ye Pighal Jaega

Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai Ho
Bolo Lakkhdatar Ki Jai
Bolo Khatu Naresh Ki Jai Ho

Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam

Kanha Kanhaiya Nandlala O Murali Wala – Krishna Bhajan

Kanha Kanhaiya Nandlala O Murali Wala – Krishna Bhajan

 

Kanha Kanhaiya Nandlala O Murali Wala
Kanha Kanhaiya Nandlala O Murali Wala
Aisi Bajaye Murali Muralia Jadubhari

Kanha Kanhaiya Nandlala O Murali Wala
Aisi Bajaye Murali Muralia Jadubhari

Dekho Kunwar Kanhai Kaisi Ras Rachayi
Aisi Taan Sunayi Sudh Budh Sab Bisrayi

Banka O Chhaila Nirala O Murali Wala
Aisi Bajaye Murali Muralia Jadubhari

Kanha Kanhaiya Nandlala O Murali Wala
Aisi Bajaye Murali Muralia Jadubhari

Kanha Krishna Murari Govardhan Girdhari
Kahe Matki Fodi Sun Te Meethi Gaari

Aahe Bhare Braj Bala O Murali Wala
Aisi Bajaye Murali Muralia Jadubhari

Kanha Kanhaiya Nandlala O Murali Wala
Aisi Bajaye Murali Muralia Jadubhari

Makhan Chor Dulara Natkhat Sab Ka Pyara
Mann Mohan Mann Bhaavan Naam Rate Jag Saara

Mandhav Mukund Matwala O Murali Wala
Aisi Bajaye Murali Muralia Jadubhari

Kanha Kanhaiya Nandlala O Murali Wala
Aisi Bajaye Murali Muralia Jadubhari

Bolo Banke Bihari Lal Ki Jai

Bolo Sachchidanand Bhagwan Ki Jai
Bolo Banke Bihari Lal Ki Jai
Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam

Nit Uth Baba Thari Chakari Karu – Khatu Shyam Bhajan

Nit Uth Baba Thari Chakari Karu – Khatu Shyam Bhajan

 

Nit Uth Baba Thari Chakari Karu
Roj Roj Baba Thari Haziri Bharu

Nit Uth Baba Thari Chakari Karu
Roj Roj Baba Thari Haziri Bharu

Nit Uth Baba Thari Chakari Karu
Roj Roj Baba Thari Haziri Bharu
Roj Roj Baba Thari Haziri Bharu
Mat Tarsao O O
Mat Tarsao Mehar Karde
Ek Baari Pyar Ki Nazar Kar De

Mat Tarsao Mehar Karde
Ek Baari Pyar Ki Nazar Kar De

Thare Suhi Din Uge Aake Sanware
Thare Suhi Din Uge Aake Sanware

Thare Bin Bhaag Kaun Bache Sanwara
Thare Bin Bhaag Kaun Bache Sanwara

Thare Suhi Din Uge Aake Sanware
Thare Bin Bhaag Kaun Bache Sanwara
Thare Bin Bhaag Kaun Bache Sanwara

Nahi Ko Likhodo
Nahi Ko Likhodo To Madad Kar De
Ek Baari Pyar Ki Nazar Kar De

Mat Tarsao Mehar Karde
Ek Baari Pyar Ki Nazar Kar De

Duniya Mein Seth The Kuhaya Sanwara
Duniya Mein Seth The Kuhaya Sanwara
Nanni Bairo Bhaat Bharne Aayo Sanwara
Nanni Bairo Bhaat Bharne Aayo Sanwara

Duniya Mein Seth The Kuhaya Sanwara
Nanni Bairo Bhaat Bharne Aayo Sanwara
Nanni Bairo Bhaat Bharne Aayo Sanwara

Bholo Bhakta Ri O O
Bholo Bhakta Ri Baba Jholi Bharde
Ek Bari Pyar Ki Nazar Karde

Mat Tarsao
Mat Tarsao Mehar Karde
Ek Bari Pyar Ki Nazar Karde

Deen Dukhiyaro Tu Saharo Sanwara
Deen Dukhiyaro Tu Saharo Sanwara

Pappu Sharma Kahve Tu Hamaro Sanwara
Pappu Sharma Kahve Tu Hamaro Sanwara

Deen Dukhiyaro Tu Saharo Sanwara
Pappu Sharma Kahve Tu Hamaro Sanwara
Pappu Sharma Kahve Tu Hamaro Sanwara
Pappu Sharma Kahve Tu Hamaro Sanwara

Saari Duniya Mein O O
Mero Naam Karde
Saari Duniya Mein Ho
Mero Naam Karde
Ek Bari Pyar Ki Nazar Kar De

Mat Tarsao O
Mat Tarsao Mehar Karde
Ek Bari Pyar Ki Nazar Karde

Nit Uth Baba Thari Chakari Karu
Roj Roj Baba Thari Haziri Bharu
Roj Roj Baba Thari Haziri Bharu

Mat Tarsao O
Mat Tarsao Mehar Karde
Ek Bari Pyar Ki Nazar Karde

Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai Ho
Bolo Lakkhdatar Ki Jai
Bol Khatu Naresh Ki Jai Ho

Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam

Danni Hokar Sanwariye Kyu Daya Dikhana Bhool Gaye – Khatu Shyam Bhajan

Danni Hokar Sanwariye Kyu Daya Dikhana Bhool Gaye – Khatu Shyam Bhajan

 

Danni Hokar Sanwariye Kyu
Daya Dikhana Bhool Gaye

Danni Hokar Sanwariye Kyu
Daya Dikhana Bhool Gaye
Deen Dukhi Ko Dekh Ke Kyu
Seene Se Lagana Bhool Gaye

Danni Hokar Sanwariye Kyu
Daya Dikhana Bhool Gaye

Majhdhara Mein Naiyya Meri
Dagmag Jhola Khave Hai
Majhdhara Mein Naiyya Meri


Dagmag Jhoola Khave Hai
Dagmag Jhoola Khave Hai

Naiyya Ke Khivyya Shyam Dhani Kyu
Paar Lagana Bhool Gaye
Deen Dukhi Ko Dekh Ke Kyu
Seene Se Lagana Bhool Gaye

Danni Hokar Sanwariye Kyu
Daya Dikhana Bhool Gaye

Prem Ki Pothi Pad Ke Dekha
Har Panne Per Tu Hi Hai
Prem Ki Pothi Pad Ke Dekha
Har Panne Per Tu Hi Hai
Har Panne Per Tu Hi Hai

Apne Pyare Premi Se Kyu
Prem Nibhana Bhool Gaye
Prem Nibhana Bhool Gaye

Deen Dukhi Ko Dekh Ke Kyu
Seene Se Lagana Bhool Gaye
Danni Hokar Sanwariye Kyu
Daya Dikhana Bhool Gaye

Karuna Sagar Karuna Karke
Haar Gaya Mai Haar Gaya
Karuna Sagar Karuna Karke
Haar Gaya Mai Haar Gaya
Haar Gaya Mai Haar Gaya

Pappu Sharma Hare Ka Kyu
Pappu Sharma Hare Ka Kyu
Saath Nibhana Bhool Gaye
Deen Dukhi Ko Dekh Ke Kyu
Deen Dukhi Ko Dekh Ke Kyu
Seene Se Lagana Bhool Gaye

Danni Hokar Sanwariye Kyu
Daya Dikhana Bhool Gaye

Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai Ho
Bolo Lakkhdatar Ki Jai
Bol Khatu Naresh Ki Jai Ho

Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam
Bolo Sabhi Santan Ki Jai

Teri Dhun Machi Hai Gali Gali – Shiv Bhajan

Teri Dhun Machi Hai Gali Gali – Shiv Bhajan

 

Kailash Wale Baba Mahan Aap Ho
Bhakto Ko Dete Vardan Aap Ho

Bhole Naath Jau Mai Bali Bali
Teri Bhakti Se Meri Naiyya Chali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali

Teri Dhun Hai Baba Gali Gali
Bhole Naath Jau Mai Bali Bali
Teri Bhakti Se Meri Naiyya Chali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali

Kashi Vishwanath Sukh Rashi Hai
Kailash Ke Aap Niwasi Hai
Ho Jaye Mritu Jo Kashi Mein
Mit Jaye Jeevan Ki Chala Chali

Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali

Bhole Naath Jau Mai Bali Bali
Bhole Naath Jau Mai Bali Bali
Teri Bhakti Se Meri Naiyya Chali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali

Sab Jeev Ko Nibhate Ho
Din Bandhu Dev Kahate Ho
Shiv Naam Ki Mala Japne Se
Sab Paap Jaye Tali

Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali

Bhole Naath Jau Mai Bali Bali
Bhole Naath Jau Mai Bali Bali
Teri Bhakti Se Meri Naiyya Chali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali

Auro Ke Karan Jahar Piya
Duniya Ne Neelkanth Naam Diya
Mastak Ye Hamare Shiv Baba
Tumhare Charno Mein Jaye Dhali

Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali

Bhole Naath Jau Mai Bali Bali
Bhole Naath Jau Mai Bali Bali
Teri Bhakti Se Meri Naiyya Chali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Machi Hai Gali Gali
Teri Dhun Hai Baba Gali Gali

Har Har Mahadev
Om Namah Shivaye


Darshan Ka Pyasa Hoon Sanware Darshan De De Re – Khatu Shyam Bhajan

Darshan Ka Pyasa Hoon Sanware Darshan De De Re – Khatu Shyam Bhajan

 

Darshan Ka Pyasa Hoon Sanware
Darshan De De Re
Jeevan Beeta Jaye
Jeevan Beeta Jaye

Darshan Ka Pyasa Hoon Sanware
Darshan De De Re
Jeevan Beeta Jaye
Jeevan Beeta Jaye

Mere Shyam Mere Shyam
Mere Shyam Mere Shyam
Jeevan Beeta Jaye

Darshan Ka Pyasa Hoon Sanware
Darshan De De Re
Jeevan Beeta Jaye

Tera Bhajan Karna
Prabhu Swarth Hai Mera
Tera Bhajan Karna
Prabhu Swarth Hai Mera

Darshan Bina Jeevan
Jeevan Sab Vyarth Hai Mera
Iss Swarthi Ki Poorti
Jaldi Se Karde Re
Jeevan Beeta Jaye
Jeevan Beeta Jaye

Darshan Ka Pyasa Hoon Sanware
Darshan De De Re
Jeevan Beeta Jaye

Mere Shyam Mere Shyam
Mere Shyam Mere Shyam
Jeevan Beeta Jaye

Kaise Manau Mein
Kaise Rijhau Mein
Kaise Tumhe Baba Apna Banau Mai
Koi Yukti Karke Sanware
Mujhko Apna Re Le
Jeevan Beeta Jaye
Jeevan Beeta Jaye

Darshan Ka Pyasa Hoon Sanware
Darshan De De Re
Jeevan Beeta Jaye

Mere Shyam Mere Shyam
Mere Shyam Mere Shyam
Jeevan Beeta Jaye

Narshing Bhagat Dhanna
Meera Nahi Hu Mai
Tere In Bhakto Saa Heera Nahi Hu
Kar Patthar Per Kirpa
Prabhu Tarash De Re
Jeevan Beeta Jaye
Jeevan Beeta Jaye

Darshan Ka Pyasa Hoon Sanware
Darshan De De Re
Jeevan Beeta Jaye

Mere Shyam Mere Shyam
Mere Shyam Mere Shyam
Jeevan Beeta Jaye

Pappu Sharma Hi Kyu
Deedar Ko Tarshe
Pappu Sharma Hi Kyu
Deedar Ko Tarshe
Tera Premi Ho Kar Upkar Ko Tarshe
Ab Aakar Naiyya Paar Laga De Re
Jeevan Beeta Jaye
Jeevan Beeta Jaye

Darshan Ka Pyasa Hoon Sanware
Darshan De De Re
Jeevan Beeta Jaye

Mere Shyam Mere Shyam
Mere Shyam Mere Shyam
Jeevan Beeta Jaye

Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai Ho
Bolo Lakkhdatar Ki Jai
Bol Khatu Naresh Ki Jai Ho

Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam
Bolo Sabhi Santan Ki Jai

Sanware Ko Dil Me Basa Kar To Dekho – Krishna Bhajan

Sanware Ko Dil Me Basa Kar To Dekho – Krishna Bhajan

 

Karta Kare Naa Kar Sake
Guru Kiye Sab Hoye
Karta Kare Naa Kar Sake
Guru Kiye Sab Hoye

Saat Deep Nav Khand Mein
Guru Se Bada Naa Koi
Saat Deep Nav Khand Mein
Guru Se Bada Naa Koi

Jo Baat Dawa Se Bann Naa Sake
Vo Baat Dua Se Hoti Hai
Jo Baat Dawa Se Bann Naa Sake
Vo Baat Dua Se Hoti Hai

Jab Kamil Satguru Milte Hai
Fir Baat Khuda Se Hoti Hai

Sanware Ko Dil Me Basa Kar To Dekho
Duniya Se Mann Ko Hata Kar To Dekho
Bada Hi Dayalu Hai Banke Bihari
Bada Hi Dayalu Hai Banke Bihari
Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho
Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho

Sanware Ko Dil Me Basa Kar To Dekho
Duniya Se Mann Ko Hata Kar To Dekho
Bada Hi Dayalu Hai Banke Bihari
Bada Hi Dayalu Hai Banke Bihari
Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho
Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho

Kisi Kaan Mein Heera
Kisi Ki Naak Mein Heera
Kisi Kaan Mein Heera
Kisi Ki Naak Mein Heera

Hame Heere Se Kya Lena
Hamare Shyam Hai Heera
Hamare Shyam Hai Heera

Boliye Banke Bihari Lal Ki Jai Ho

Sanware Ko Dil Me Basa Kar To Dekho
Duniya Se Mann Ko Hata Kar To Dekho
Bada Hi Dayalu Hai Banke Bihari
Bada Hi Dayalu Hai Banke Bihari
Bus Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho
Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho

Banke Bihari Bhakto Ke Dildaar
Sada Lutate Hain Kripa Ke Bhandar
Banke Bihari Bhakto Ke Dildaar
Sada Lutate Hai Kripa Ke Bhandar

Boliye Banke Bihari Lal Ki Jai Ho

Meera Ne Jaise Girdhar Ko Paya
Meera Ne Jaise Girdhar Ko Paya
Ho Pyala Jahar Ka Amrat Banaya
Pyala Jahar Ka Amrat Banaya

Aur Meera Si Hasti Mita Ke To Dekho
Tum Apni Hasti Mita Ke To Dekho
Bus Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho
Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho

Sanware Ko Dil Me Basa Kar To Dekho
Sanware Ko Dil Me Basa Kar To Dekho
Duniya Se Mann Ko Hata Kar To Dekho

Boliye Vrindawan Dham Ki Jai Ho

Teri Pal Mein Jholi Vo Bhar Dega
Teri Pal Mein Jholi Vo Bhar Dega

Koi Tann Dukhi Koi Mann Dukhi
Koi Tann Dukhi Koi Mann Dukhi
Koi Dhann Bina Rahe Udas
Koi Dhann Bina Rahe Udas

Koi Tann Dukhi Koi Mann Dukhi
Koi Dhann Bina Rahe Udas
Thode Thode Sab Dukhi
Thode Thode Sab Dukhi
Sukhi Ram Ke Das
Sukhi Ram Ke Das

Teri Pal Mein Jholi Vo Bhar Dega
Teri Pal Mein Jholi Vo Bhar Dega
Dukh Dard Jindagi Ke Vo Har Lega
Dukh Dard Jindagi Ke Vo Har Lega

Chaukhat Pe Daaman Faila Kar To Dekho
Chaukhat Pe Daaman Faila Kar To Dekho
Bus Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho
Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho

Boliye Banke Bihari Lal Ki Jai Ho
Boliye Vrindawan Dham Ki Jai Ho

Ho Chitra Vichitra Kaa To Bus Yahi Kahna
Chitra Vichitra Ka To Bus Yahi Kahna
Prabhu Charno Se Kahi Door Nahi Rahna
Prabhu Charno Se Kahi Door Nahi Rahna

Jindagi Ye Bandgi Mein Mita Ke To Dekho
Jindagi Ye Bandgi Mein Mita Ke To Dekho

Ho Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho
Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho

Sanware Ko Dil Me Basa Kar To Dekho
Sanware Ko Dil Me Basa Kar To Dekho
Duniya Se Mann Ko Hata Kar To Dekho
Duniya Se Mann Ko Hata Kar To Dekho

Ho Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho
Ek Baar Vrindawan Aakar To Dekho

Boliye Banke Bihari Lal Ki Jai Ho
Boliye Vrindawan Dham Ki Jai Ho
Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam

Sanwariya Tere Naam Pe Qurban Ho Gaye – Krishna Bhajan

Sanwariya Tere Naam Pe Qurban Ho Gaye – Krishna Bhajan

 

Sanwariya Tere O O

Sanwariya Tere Naam Pe
Qurban Ho Gaye
Jab Se Aap Hum Pe
Meharban Ho Gaye

Sanwariya Tere O O

Sanwariya Tere Naam Pe
Qurban Ho Gaye
Jab Se Aap Hum Pe
Meharban Ho Gaye

Sanwariya Tere Naam Pe
Qurban Ho Gaye
Jab Se Aap Hum Pe
Meharban Ho Gaye

Sanwariya Tere O O

Tera Naam Lete Lete
Mashhoor Ho Gaye
Tera Naam Lete Lete
Mashhoor Ho Gaye
Mashhoor Ho Gaye

Saare Jaha Mein O O
Saare Jaha Mein
Apne Kadardaan Ho Gaye
Jab Se Aap Hum Pe
Meharban Ho Gaye

Sanwariya Tere Naam Pe
Qurban Ho Gaye
Jab Se Aap Hum Pe
Meharban Ho Gaye

Sanwariya Tere O O

Teri Kripa Ka Sanware
Koi Mol Nahi Hai
Teri Kripa Ka Sanware
Koi Mol Nahi Hai
Koi Mol Nahi Hai

Dushman Hamare Ho Ho
Dushman Hamare
Tab Se Pareshan Ho Gaye
Jab Se Aap Hum Pe
Meharban Ho Gaye

Sanwariya Tere Naam Pe
Qurban Ho Gaye
Jab Se Aap Hum Pe
Meharban Ho Gaye

Sanwariya Tere O O

Teri Nazar Padi To Kismat Sanwar Gayi
Teri Nazar Padi To Kismat Sanwar Gayi
Kismat Sanwar Gayi
Kismat Sanwar Gayi

Pappu Sharma O O
Pappu Sharma Kirtan Ki Jaan Ho Gaye
Jab Se Aap Hum Pe
Meharban Ho Gaye

Sanwariya Tere Naam Pe
Qurban Ho Gaye
Jab Se Aap Hum Pe
Meharban Ho Gaye

Sanwariya Tere Naam Pe
Qurban Ho Gaye
Jab Se Aap Hum Pe
Meharban Ho Gaye

Sanwariya Tere O O

Bolo Sanchedarbar Ki Jai
Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam
Bolo Sabhi Santan Ki Jai

Mai To Tere Pyar Mein Pagal Aan Milo Krishna – Krishna Bhajan

Mai To Tere Pyar Mein Pagal Aan Milo Krishna – Krishna Bhajan

 

Mai To Tere Pyar Mein Pagal
Mai To Tere Pyar Mein Pagal
Aan Milo Krishna
Aan Milo Krishna

Mai To Tere Pyar Mein Pagal
Mai To Tere Pyar Mein Pagal
Aan Milo Krishna
Aan Milo Krishna

Mai Hu Tera Tu Hai Mera
Mujhko Tere Prem Ne Ghera
Mai Hu Tera Tu Hai Mera
Mujhko Tere Prem Ne Ghera

Tere Darr Pe Dala Dera
Tere Darr Pe Dala Dera
Mai Tere Naino Se Ghayal
Mai Tere Naino Se Ghayal
Aan Milo Krishna
Aan Milo Krishna

Mai To Tere Pyar Mein Pagal
Aan Milo Krishna Aan Milo Krishna

Teri Meri Preet Purani
Fir Se Likhdo Ek Kahani
Teri Meri Preet Purani
Fir Se Likhdo Ek Kahani
Jiski Duniya Hai Deewani
Mai Hu Sudama Aur Tu Sanwal
Mai Hu Sudama Aur Tu Sanwal
Aan Milo Krishna
Aan Milo Krishna

Jeevan Ke Aadhar Tumhi Ho
Mann Veena Ke Taar Tumhi Ho
Jeevan Ke Aadhar Tumhi Ho
Mann Veena Ke Taar Tumhi Ho

Pappu Ka Sansaar Tumhi Ho
Dikhlaunga Cheer Ke Ye Dil
Dikhlaunga Cheer Ke Ye Dil
Aan Milo Krishna
Aan Milo Krishna

Mai To Tere Pyar Mein Pagal
Mai To Tere Pyar Mein Pagal
Aan Milo Krishna
Aan Milo Krishna

Bolo Sanchedarbar Ki Jai
Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam
Bolo Sabhi Santan Ki Jai

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori – Krishna Bhajan

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori – Krishna Bhajan

 

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi

Shyam Rasiya Hai Radha Raseeli
Shyam Chanchal Hai Radha Sharmili

Shyam Natakhat Hai Radha Hai Bhori
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori

Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi

Krishna Radha Hai Ras Ki Vo Dhara
Jisme Dooba Hai Sansaar Sara
Chirjive Ye Dono Ki Jodi
Badi Sunar Hai Dono Ki Jodi

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi

Dono Mein Prem Itna Hai Jyada
Radha Mohan Aur Mohan Hai Radha
Ho Madhup Dono Ke Ek Pran Jodi
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori
Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi

Bolo Sachchidanand Bhagwan Ki Jai
Bolo Banke Bihari Lal Ki Jai
Jai Jai Shri Radhe
Jai Shri Krishna

Meri Kismat Bana Degi Suratiya Sanwariya Teri – Krishna Bhajan

Meri Kismat Bana Degi Suratiya Sanwariya Teri – Krishna Bhajan

 

Meri Kismat Bana Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Meri Kismat Bana Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Mujhe Tumse Mila Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Meri Kismat Bana Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Ada Banki Nazar Tirchhi
Ye Dil Pe War Karti Hai
Ye Dil Pe War Karti Hai

Lagan Milne Ki Hai Tumse
Usse Ye Dhar Karti Hai
Usse Ye Dhar Karti Hai
Tera Aashiq Bana Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Meri Kismat Bana Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

War Pe War Karta Naa
Ki Mai Madhhosh Ho Jau
Ki Mai Madhhosh Ho Jau
Karo Ghayal Mujhe Itna
Ki Bus Tujhme Hi Kho Jau
Ki Bus Tujhme Hi Kho Jau

Mujhe Pagal Bana Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Meri Kismat Bana Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Teri Marji Bina Arji
Kaha Sweekar Hoti Hai
Kaha Sweekar Hoti Hai
Mita Do Paap Vo Jinse
Jindagi Bhaar Hoti Hai
Jindagi Bhaar Hoti Hai

Papu Sharma Raza Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Meri Kismat Bana Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Meri Kismat Bana Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Mujhe Tumse Mila Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Meri Kismat Bana Degi
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri
Suratiya Sanwariya Teri

Jai Shri Shyam
Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai Ho
Bolo Lakkhdatar Ki Jai
Bol Khatu Naresh Ki Jai Ho
Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam
Bolo Sabhi Santan Ki Jai

Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya Mera Tere Siva Koi Aur Nahi – Mata Bhajan

Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya Mera Tere Siva Koi Aur Nahi – Mata Bhajan

Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya
Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya

Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya
Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya
Mera Tere Siva Koi Aur Nahi

Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya
Tere Laal Hazaro Hai Jag Me
Per Meri Maa Koi Aur Nahi

Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya
Mera Tere Siva Koi Aur Nahi

Jab Se Tu Roothi Hai Mujhse
Koi Naa Pass Bithaye Maa
Naa Koi Mere Aanshu Pochhe
Naa Koi Gale Lagaye Maa

Jab Se Tu Roothi Hai Mujhse
Koi Naa Pass Bithaye Maa
Naa Koi Mere Aanshu Pochhe
Naa Koi Gale Lagaye Maa

Mujhe Lambi Umar Ki Tere Siva
Mujhe Lambi Umar Ki Tere Siva
Deta Naa Dua Koi Aur Nahi

Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya
Mera Tere Siva Koi Aur Nahi

Tere Lal Ke Haal Pe Haste Sab Apne Begane Maa
Tere Lal Ke Haal Pe Haste Sab Apne Begane Maa

Kya Batlau Kaise Kaise Sahta Hu Taane Maa
Kya Batlau Kaise Kaise Sahta Hu Taane Maa

Bus Naam Ke Saare Naate Hai
Bus Naam Ke Saare Naate Hai
Tujh Bin Apna Koi Aur Nahi

Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya
Mera Tere Siva Koi Aur Nahi

Bhala Bura Jaisa Bhi Hu Mai
Mujhme Tera Noor Hai Maa

Bhala Bura Jaisa Bhi Hu Mai
Mujhme Tera Noor Hai Maa
Kyu Teri Mamta Ka Aanchal
Mere Sir Se Door Hai Maa

Bhala Bura Jaisa Bhi Hu Mai
Mujhme Tera Noor Hai Maa
Kyu Teri Mamta Ka Aanchal
Mere Sir Se Door Hai Maa

Mujhe Inn Charno Me Rahne De
Mujhe Inn Charno Me Rahne De
Maa Mera Swarg Kahi Aur Nahi

Mujhe Teri Jaroorat Hai Maiya
Mera Tere Siva Koi Aur Nahi

Mera Tere Siva Koi Aur Nahi
Mera Tere Siva Koi Aur Nahi

Bolo Sanchedarbar Ki Jai
Jai Mata Di


Ab Aa Jao Khatu Wale Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai – Khatu Shyam Bhajan

Ab Aa Jao Khatu Wale Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai – Khatu Shyam Bhajan

 

Ab Aa Jao Khatu Wale
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Aa Jao Khatu Wale
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Yaad Tumhari Aati Hai
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai
Ab Yaad Tumhari Aati Hai
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Aa Jao Jai Ho
Ab Aa Jao Khatu Wale


Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Jab Kismat Aap Se Jud Gayi Hai
Aur Need Hamari Udd Gayi Hai
Prabhu Kismat Aap Se Jud Gayi Hai
Aur Need Hamari Udd Gayi Hai

Mujhe Aur Nahi Hai Kaam Mujhe
Mujhe Aur Nahi Hai Kaam Mujhe
Bus Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Aa Jao Khatu Wale
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Dildaar Kanhaiya Daya Karo
Kitni Hai Mohabbat Baya Karo
Dildaar Kanhaiya Daya Karo
Kitni Hai Mohabbat Baya Karo

Aao Dil Cheer Dikha Denge
Aao Dil Cheer Dikha Denge
Bus Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Aa Jao Khatu Wale
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Aa Jao Khatu Wale
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Kripa Ki Barsaat Karo
Aur Milan Prabhu Sakshaat Karo
Ab Kripa Ki Barsaat Karo
Aur Milan Prabhu Sakshaat Karo

Pappu Sharma Naina Tarse
Pappu Sharma Naina Tarse
Bus Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Aa Jao Khatu Wale
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Yaad Tumhari Aati Hai
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Aa Jao Khatu Wale
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Ab Aa Jao Khatu Wale
Prabhu Yaad Tumhari Aati Hai

Bol Khatu Naresh Ki Jai Ho
Bolo Lakkhdatar Ki Jai
Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai Ho

Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam
Bolo Sabhi Santan Ki Jai

Shyam Din Fir Gaye Mere – Shyam Bhajan

Shyam Din Fir Gaye Mere – Shyam Bhajan

 

Jab Se Naam Liya Hai Tera
Jud Gaya Taar Se Taar
Jab Se Naam Liya Hai Tera
Jud Gaya Taar Se Taar
Badal Gaya Duniya Ka Nazariya
Badal Gaya Sansar

Shyam Din Fir Gaye Mere
Shyam Din Fir Gaye Mere

Jab Se Naam Liya Hai Tera
Jud Gaya Taar Se Taar
Jab Se Naam Liya Hai Tera
Jud Gaya Taar Se Taar


Badal Gaya Duniya Ka Nazariya
Badal Gaya Sansar

Shyam Din Fir Gaye Mere
Shyam Din Fir Gaye Mere

Kuchh Bhi Nahi Nahi Tha Pass Mein Mere
Haar Ke Aaya Baba Paas Mein Tere

Kuchh Bhi Nahi Nahi Tha Pass Mein Mere
Haar Ke Aaya Baba Paas Mein Tere

Hare Ka Sathi Bankar Ke Kiya Bahut Upkar
Hare Ka Sathi Bankar Ke Kiya Bahut Upkar

Badal Gaya Duniya Ka Nazariya
Badal Gaya Sansar

Shyam Din Fir Gaye Mere
Shyam Din Fir Gaye Mere

Soch Badal Di Meri Jeevan Badal Gaya
Milne Ko Tumse Mera Dil Bhi Machal Gaya

Soch Badal Di Meri Jeevan Badal Gaya
Milne Ko Tumse Mera Dil Bhi Machal Gaya

Rosha Hogayi Rahe Meri Mil Gaya Tera Pyar
Rosha Hogayi Rahe Meri Mil Gaya Tera Pyar

Badal Gaya Duniya Ka Nazariya
Badal Gaya Sansar

Shyam Din Fir Gaye Mere
Shyam Din Fir Gaye Mere

Rang Gaya Chola Mera Shyam Ke Rang Mein
Har Pal Gujaarta Hu Shyam Ke Sang Mein

Rang Gaya Chola Mera Shyam Ke Rang Mein
Har Pal Gujaarta Hu Shyam Ke Sang Mein

Pappu Sharma Manunga Tera Jeevan Bhar Aabhar
Pappu Sharma Manunga Tera Jeevan Bhar Aabhar

Badal Gaya Duniya Ka Nazariya
Badal Gaya Sansar

Shyam Din Fir Gaye Mere
Shyam Din Fir Gaye Mere

Jab Se Naam Liya Hai Tera
Jud Gaya Taar Se Taar
Jab Se Naam Liya Hai Tera
Jud Gaya Taar Se Taar

Badal Gaya Duniya Ka Nazariya
Badal Gaya Sansar
Badal Gaya Duniya Ka Nazariya
Badal Gaya Sansar

Shyam Din Fir Gaye Mere
Shyam Din Fir Gaye Mere

Jai Shri Shyam
Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai Ho
Bolo Lakkhdatar Ki Jai
Bol Khatu Naresh Ki Jai Ho
Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam
Bolo Sabhi Santan Ki Jai

Sumiran Kar Le Mere Mana Teri Beeti Umar Hari – Hindi Bhajan

Sumiran Kar Le Mere Mana Teri Beeti Umar Hari – Hindi Bhajan

 

Sumiran Kar Le Mere Mana
Teri Beeti Umar Hari Naam Bina

Sumiran Kar Le Mere Mana
Teri Beeti Umar Hari Naam Bina

Panchhi Pankh Bina
Haathi Van Ke Bina
Panchhi Pankh Bina
Haathi Van Ke Bina

Taise Naari Purush Bina
Jaise Putra Pita Bin Heena

Jaise Putra Pita Bin Heena
Taise Purush Hari Naam Bina

Sumiran Kar Le Mere Mana
Teri Beeti Umar Hari Naam Bina

Netra Neer Bina
Vari Sheel Ke Bin
Netra Neer Bina
Vari Sheel Ke Bin

Taise Dharti Moh Bina
Taise Dharti Moh Bina
Jaise Taruvar Phool Bina Heena
Jaise Taruvar Phool Bina Heena
Taise Purush Hari Naam Bina

Sumiran Kar Le Mere Mana
Teri Beeti Umar Hari Naam Bina

Deh Naam Bin
Raat Chandra Bin
Deh Naam Bin
Raat Chandra Bin
Jaise Mandir Deep Bina
Jaise Pandit Gyan Bin Heena
Jaise Pandit Gyan Bin Heena
Taise Purush Hari Naam Bina

Sumiran Kar Le Mere Mana
Teri Beeti Umar Hari Naam Bina

Bolo Sachchidanand Bhagwan Ki Jai

Sabhi Santo Ki Jai
Sabhi Bhakto Ki Jai

Jai Shri Krishna
Jai Shri Ram

Mast Banaye Sanwariya Naach Nachaye Sanwariya – Khatu Shyam Bhajan

Mast Banaye Sanwariya Naach Nachaye Sanwariya – Khatu Shyam Bhajan

 

Mast Banaye Sanwariya
Naach Nachaye Sanwariya
Tu Aaja Shyam Ke Dware
Mast Banaye Sanwariya

Mast Banaye Sanwariya
Naach Nachaye Sanwariya
Tu Aaja Shyam Ke Dware
Mast Banaye Sanwariya

Tu Aaja Shyam Ke Dware
Mast Banaye Sanwariya
Tu Aaja Shyam Ke Dware
Mast Banaye Sanwariya

Bolo Khatu Naresh Ki Jai Ho

Yaha Barah Mahino Mela Hai
Yaha Barah Mahino Mela Hai
Mastano Ka Ye Rela Hai
Ye Bhakto Ka ye Rela Hai
Tu Jaam Shyam Ka Peele Re
Ye Nasha Bada Albela Hai

Tujhe Naam Ka Ghoot Pila Ke
Hosh Udaye Sanwariya
Mast Banaye Sanwariya
Naach Nachaye Sanwariya
Mast Banaye Sanwariya
Naach Nachaye Sanwariya
Tu Aaja Shyam Ke Dware
Mast Banaye Sanwariya

Bol Masto Ke Mast Ki Jai Ho
Bolo Khatu Naresh Ki Jai

Ye Mast Malango Ki Basti
Ye Mast Malango Ki Basti
Kan Kan Mein Faili Hai Masti
Tu Shyam Sharan Mein Aaja Re
Tu Shyam Sharan Mein Aaja Re
Teri Mit Jayegi Teri Ye Hasti

Naino Se Nain Mila Ke
Need Churaye Sanwariya
Naino Se Nain Mila Ke
Need Churaye Sanwariya
Mast Banaye Sanwariya
Naach Nachaye Sanwariya
Tu Aaja Shyam Ke Dware
Mast Banaye Sanwariya
Tu Aaja Shyam Ke Dware
Mast Banaye Sanwariya

Bol Bankebihari Lal Ki Jai Ho
Bol Seth Sanware Sarkar Ki Jai

Ab Dhole Nagade Baje Hai
Dhup Dhole Nagade Baje Hai
Yaha Shyam Deewane Nache Hai
Jo Chalte Path Pe Lakhdatari Ke
Jhukte Raje Maharaje Hai
Ye Apne Naam Ka Jadu
Tujhpe Chadaye Sanwariya
Mast Bana De Sanwariya
Mast Bana De Sanwariya

Tu Aaja Shyam Ke Dware
Mast Banaye Sanwariya
Tu Aaja Shyam Ke Dware
Mast Banaye Sanwariya

Bol Khatu Naresh Ki Jai Ho

Darr Pe Jo Pahle Aata Hai
Darr Pe Jo Pahle Aata Hai
Uska Ho Kar Rah Jata
Uska Ho Kar Rah Jata
Ye Harsh Bada Hi Chhaliya Hai
Naino Se Baan Chalata Hai
Ye Harsh Bada Hi Chhaliya Hai
Naino Se Baan Chalata Hai
Ye Harsh Bada Hi Chhaliya Hai
Naino Ke Baan Chalata Hai

Tere Dil Mein Naam Ki Bande
Alakh Jagaye Sanwariya
Mast Banaye Sanwariya

Mast Banaye Sanwariya
Mast Banaye Sanwariya

Mast Banaye Sanwariya
Mast Banaye Sanwariya

Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai Ho

Bol Khatu Naresh Ki Jai Ho
Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam
Bolo Sabhi Santan Ki Jai

Chaloji Chaloji Chalo Vrindavan Banke Bihari – Krishna Bhajan

Chaloji Chaloji Chalo Vrindavan Banke Bihari – Krishna Bhajan

 

Priya Lal Raje Jaha
Taha Vrindavan Jaan

Vrindavan Taju Ek Pal
Jahe Rasik Sujan

Jo Sukh Vrindavan Mein
Ant Kahu So Naahi

Baikunth Feeko Padyo
Braj Yuvati Lalchaye

Chaloji Chaloji Chalo Vrindavan
Banke Bihari Ke Karenge Darshan

Chalo Ji Chaloji Chalo Vrindavan
Banke Bihari Ke Karenge Darshan

Chalo Ji Chaloji Chalo Vrindavan
Banke Bihari Ke Karenge Darshan

Banke Bihari Ke Kunj Bihari ke
Radha Rasik Bihari Ke Charan Darshan

Banke Bihari Ke Charan Ati Pyare
Banke Bihari Ke Charan Ati Pyare

Inn Charano Mein Sukh Hai Saare
Inn Charano Mein Sukh Hai Saare

Nidhivan Bihari Ke Mohan Bihari Ke
Rasik Bihari Ke Charan Darshan

Chaloji Chaloji Chalo Vrindavan
Banke Bihari Ke Karenge Darshan

Banke Bihariji Ko Phoolan Ko Bangalow
Banke Bihariji Ko Phoolan Ko Bangalow

Phoolan Ko Bangalow Ye Phoolan Ko Bangalow
Phoolan Ko Bangalow Ye Phoolan Ko Bangalow

Rasik Bihari Ke Gori Lal Bihari Ke
Amar Lal Bihari Ke Charan Darshan

Chaloji Chaloji Chalo Vrindavan
Banke Bihari Ke Karenge Darshan

Rasik Bihari Ke Gori Lal Bihari Ke
Amar Lal Bihari Ke Charan Darshan

Banke Bihari Ko Pyaro Vrindavan Ye Nyaro Vrindavan
Banke Bihari Ko Pyaro Vrindavan Ye Nyaro Vrindavan

Chatur Bihari Ke Saneh Bihari Ke
Madhur Bihari Ke Charan Darshan

Boliye Shri Swami Hardas Maharaj Ki Jai

Banke Bihari Ke Banke Banke Pagal
Banke Bihari Ke Banke Banke Pagal
Inn Pagalo Ne Kiya Hai Dil Ghayal

Raman Bihari Ke Radha Raman Bihari Ke
Prem Bihari Ke Charan Darshan

Chaloji Chaloji Chalo Vrindavan
Banke Bihari Ke Karenge Darshan

Shyamaju Pyari Ke Kunj Bihari Ke
Shri Haridas Dulari Ke Charan Darshan

Chaloji Chaloji Chalo Vrindavan
Banke Bihari Ke Karenge Darshan

Chaloji Chaloji Chalo Vrindavan
Banke Bihari Ke Karenge Darshan

Bolo Sachchidanand Bhagwan Ki Jai
Boliye Banke Bihari Lal Ki Jai
Jai Jai Shri Radhe
Jai Shri Krishna
Jai Shri Shyam

Viewing all 2183 articles
Browse latest View live


<script src="https://jsc.adskeeper.com/r/s/rssing.com.1596347.js" async> </script>