Sanwara Jab Mere Saath Hai – Khatu Shyam Bhajan
Chhaahe Kaali Ghataaye To Kya
Iski Chhatari Ke Neechu Hu Mai
Aage Aage Ye Chalta Mere
Mere Malik Ke Peechhe Hu Mai
Issne Pakada Mera Haath Hai
Mujhe Darne Ki Kya Baat Hai
Chhaahe Kaali Ghataaye To Kya
Iski Chhatari Ke Neechu Hu Mai
Aage Aage Ye Chalta Mere
Mere Malik Ke Peechhe Hu Mai
Issne Pakada Mera Haath Hai
Mujhe Darne Ki Kya Baat Hai
Saanwara Jab Mere Saath Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai
Isske Rahte Koi Kuchh Kahe
Bolo Kiski Ye Aukat Hai
Saawara Jab Mere Saath Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai
Isske Rahte Koi Kuchh Kahe
Bolo Kiski Ye Aukat Hai
Bolo Shyam Pyare Ki Jai
Chhaahe Kaali Ghataaye To Kya
Iski Chhatari Ke Neechu Hu Mai
Issne Pakada Mera Haath Hai
Mujhe Darne Ki Kya Baat Hai
Saawara Jab Mere Saath Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai
Bolo Khatu Naresh Ki Jai
Boliye Shyam Pyare Ki Jai
Isski Mahima Ka Varnan karu
Meri Vaani Mein Vo Dum Nahi
O Isski Mahima Ka Varnan karu
Meri Vaani Mein Vo Dum Nahi
Jab Se Iska Sahara Mila
Fir Sataye Koi Gum Nahi
Jab Se Iska Sahara Mila
Fir Sataye Koi Gum Nahi
Baba Karta Karamat Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai
Baba Karta Karamat Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai
Boliye Shyam Pyare Ki Jai
Kyu Mai Bhatku Yaha Se Vaha
Isske Charno Mein Hai Baithna
Jhoothe Swarth Ke Rishte Sabhi
Shyam Premi Se Rishta Bana
Ye Karata Mulakat Hai
Ye Karata Mulakat Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai
Jaha Aanad Ki Lagti Chhadi
Jaha Aanad Ki Lagti Chhadi
Aisi Mahfil Sajata Hai Ye
Binnu Kyu Naa Deewana Bane
Ye To Aise Jalwe Dikhata Hai Ye
Dil Churane Vikhyat Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai
Dil Churane Vikhyat Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai
Sanwara Jab Mere Saath Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai
Bolo Sachchidanand Bhagwan Ki Jai
Bolo Shyam Pyare Ki Jai
Bolo Khatu Naresh Ki Jai
Jai Shri Shyam
Jai Shri Krishna