Ishwar Jo Kuchh Karta Hai Achchha Hi Karta Hai Manav Tu Parivartan Se Kahe Ko Darta Hai – Anmol Bhajan
Ishwar Jo Kuchh Karta Hai Achchha Hi Karta Hai
Manav To Parivartan Se Kahe Ko Darta Hai
Ishwar Jo Kuchh Karta Hai Acha Hi Karta Hai
Manav Tu Parivartan Se Kahe Ko Darta Hai

Dukh Sukh Aate Jaate Rahte Sab Ke Jeevan Me

Patjhad Aur Bahare Dono Jaise Gulashan Me
Chadta Hai Toofan Kabhi Aur Kabhi Utarta Hai
Chadta Hai Toofan Kabhi Aur Kabhi Utarta Hai
Manav Tu Parivartan Se Kahe Ko Darta Hai
Manav Tu Parivartan Se Kahe Ko Darta Hai
Kitni Lambi Raat Ho Phir Bhi Din To Aayega

Jal Me Kamal Khilega Phir Se Vo Muskayega
Deta Hai Jo Kast Vo Hi Kasto Ko Harta Hai
Deta Hai Jo Kast Vo Hi Kasto Ko Harta Hai
Manav Tu Parivartan Se Kahe Ko Darta Hai
Manav Tu Parivartan Se Kahe Ko Darta Hai
Vo Hi Daana Phalta Hai Jo Khaak Me Mil Jaye

Sahe Pathik Jo Kante Vo Hi Manzil Bhi Paaye
Matti Me Pad Kar Sone Ka Rang Nikharta Hai