Teri Tulana Kisse Karu Maa Tum Saa Aur Naa Koi – Mata Bhajan
Teri Tulana Kisse Karu Maa
Teri Tulana Kisse Karu Maa
Tum Saa Aur Naa Koi
Teri Tulana Kisse Karu Maa
Teri Tulana Kisse Karu Maa
Tum Saa Aur Naa Koi
Jab Jab Toota Mera Khilona
Mujhse Pahle Tu Royi
Maa
Teri Tulana Mai Kisse Karu
Maa Tum Saa Aur Naa Koi
Mere Hasne Pe Hasti Hai
Rone Per Roti Hai Maa
Phir Bhi Mai Ye Samajh Paya
Maa Kaisi Hoti Hai Haa
Mai Khoya Iss Jag Ke Sukh Mein
Maa Mere Dhyan Mein Khoyi
Mai Khoya Iss Jag Ke Sukh Mein
Maa Mere Dhyan Mein Khoyi
Jab Jab Toota Mera Khilona
Jab Jab Toota Mera Khilona
Mujhse Pahle Maa Royi Ho
Teri Tulana Kisse Karu Maa
Tum Saa Aur Naa Koi
Mil Jayega Duniya Ka Sukh
Sapno Mein Jo Pyara Ha
Paa Lunga Mai
Sab Kuchh Yaha Per
Maa Naa Milegi Dubara Ho
Ankho Ke Har Ek Aanshu Se
Saanse Maa Ne Sajoyi
Ankho Ke Har Ek Aanshu Se
Saanse Maa Ne Sajoyi
Jaise Andhero Mein Rahkar Ke
Karta Deep Ujala Ho
Aise Bedhadak
Tujhko Maa Ki Mamta Ne Hai Pala Ho
Jab Tak Soya Mai Naa Chain Se
Tab Tak Maa Nahi Soyi
Jab Tak Soya Mai Naa Chain Se
Tab Tak Maa Nahi Soyi
Jab Jab Toota Mera Khilona
Mujhse Pahle Maa Royi Ho
Teri Tulana Kisse Karu
Maa Tum Saa Aur Naa Koi
Maa Tum Saa Aur Naa Koi
Maa Tum Saa Aur Naa Koi
Bolo Sanchedarbar Ki Jai
Jai Mata Di
Sab Santo Ki Jai
Sab Bhakto Ki Jai
Jai Mata Di