Manohar Madhuri Jodi Hamare Shyam Shyama Ki – Krishna Bhajan
Manohar Madhuri Jodi Hamare Shyam Shyama Ki
Rasili Ras Bhari Ankhiyan Hamare Shyam Shyama Ki

Kantili Vo Ada Banki Sughar Surat Madhur Batiya
Lachak Gardan Ki Mann Basiya Hamare Shyam Shyama Ki
Manohar Madhuri Jodi Hamare Shyam Shyama Ki
Mukut Urr Chandrika Mathe Adhar Per Paan Ki Laali
Baal Ghunghrale Lat Kaali Hamare Shyam Shyama Ki
Manohar Madhuri Jodi Hamare Shyam Shyama Ki
Kamar Pat Peet Ati Sohe Charan Lu Urr Ki Jhankaye
Nazar Tirchhi Lage Pyari Hamare Shyam Shyama Ki
Manohar Madhuri Jodi Hamare Shyam Shyama Ki
Hath Murali Manohari Sath Vrishubhanu Jaa Pyari
Yugal Chhavi Per Main Balihari Hamare Shyam Shyama Ki