Saara Jag Dhundh Liya Koyi Tumsa Naa Dekha – Krishna Bhajan
Saara Jag Dhundh Liya Koyi Tumsa Naa Dekha
Mohan Tere Jalwe Mein Sara Hi Jaha Dekha
Saara Jag Dhundh Liya Koyi Tumsa Naa Dekha
Mohan Tere Jalwe Mein Sara Hi Jaha Dekha
Jai Shri Radhe
Mathura Mein Janam Liya Sab Toot Gaye Taale
Toofan Tha Per Aaya So Gaye Mathura Wale
Tab Shant Hue Yamuna Jab Charan Tera Dekha
Mohan Tere Jalwo Mein Sara Hi Jaha Dekha
Maati Jab Khayi To Maiyya Se Daant Padi
Muh Kholo Boli Knha Liye Haath Mein Lumbi Chhadi
Bhayebheet Hue Maiyya Jo Muh Mein Brahmad Dekha
Mohan Tere Jalwe Mein Sara Hi Jaha Dekha
Abla Ek Naari Ko Bhari Shabha Mein Bulaya Tha
Isse Abhi Nagan Karo Ye Hukum Sunya Tha
Mohan Tere Jalwo Mein Sara Hi Jaha Dekha
Rota Aaye Jo Yaha Usko Bhi Hansate Hai
Dil Se Fariyad Kari Use Apna Bante Ho
Jo Tumse Prem Kare Usse Rone Nahi Deta
Mohan Tere Jalwo Mein Sara Hi Jaha Dekha
Jispe Tum Karam Karo Kam Uska Hua Dekha
Saara Jag Dhundh Liya Koyi Tumsa Naa Dekha
Mohan Tere Jalwe Mein Sara Hi Jaha Dekha