Nainan Ki Tapan Bujhao Shyam Aao Shyam – Krishna Bhajan
Nainan Ki Tapan Bujhao Shyam
Aao Shyam
Nainan Ki Tapan Bujhao Shyam
Aao Shyam
Ganika Geedh Ajamil Tumne Taare
Kaha Chhupe Ho Jeevan Pran Hamare
Jeevan Ki Naiyya Tumhare Naam
Aao Shyam
Nainan Ki Tapan Bujhao Shyam
Aao Shyam
Tum Dukh Haari Kast Haro Mere Saare
Bina Tumhare Jau Kaa Ke Dware
Bhakto Ke Tumne Sanware Kaaj
Aao Shyam