Aaja Kalyug Me Le Ke Avtar O Govind – Hindi Bhajan
Aaja Kalyug Me Le Ke Avtar O Govind
Apne Bhakto Ki Sunle Pukar O Govind
Aaja Kalyug Me Le Ke Avtar O Govind
Apne Bhakto Ki Sunle Pukar O Govind
Yamuna Ka Paani Tose Karta Sawal Hai
Tere Bina Dekh Jag Ka Kaisa Bura Haal Hai
Kahe Tune Tod Liya Pyar O Govind
Apne Bhakto Ki Sunle Pukar O Govind
Nikala Hai Sava Jis Kook Se
Gaye Bechari Mare Chare Bina Bhook Se
Gaiya Ko Diya Duttkar O Govind
Tere Bhakto Ki Sunle Pukar O Mohan
Apne Bhakto Ki Sunle Pukar O Govind
Ghar Ghar Mein Makhan Ki Jagah Sharab
Kaliyugi Gopiya To Bahut Hi Kharab Hai
Dharama To Bana Gaya Paar O Mohan
Apne Bhakto Ki Sunle Pukar O Govind
Ab Kisi Dropadi Ki Bachati Naa Laaj Re
Bigada Jamana Bhaye Ulte Hi Kaaj Re
Kanso Ki Bani Sarkar O Govind
Apne Bhakto Ki Sunle Pukar O Govind