Sanware Ki Mehfil Ko Sanwara Sajata Hai – Khatu Shyam Bhajan
Sanware Ki Mehfil Ko Sanwara Sajata Hai
Kismat Walo Ke Ghar Mein Shyam Aata Hain
Sanware Ki Mehfil Ko Sanwara Sajata Hai
Kismat Walo Ke Ghar Mein Shyam Aata Hain
Gahra Ho Nata Baba Ka Jinse
Milane Ko Baba Aata Hai Unse
Unka Vo Sathi Ban Jata Hai
Sanware Ki Mehfil Ko Sanwara Sajata Hai
Kismat Walo Ke Ghar Mein Shyam Aata Hain
Kripa Barasti Hai Jispe Iski
Taqdeer Likhata Hatho Se Uski
Gam Ka Andhera Chhat Jata Hai
Sanware Ki Mehfil Ko Sanwara Sajata Hai
Kismat Walo Ke Ghar Mein Shyam Aata Hain
Bhajan Sunate Jo Isko Pyare
Uske To Pariwar Ke Ware Nyare
Mandir Saa Ghar Ban Jata Hai
Sanware Ki Mehfil Ko Sanwara Sajata Hai
Kismat Walo Ke Ghar Mein Shyam Aata Hain
Kuchh Bhi Asambhav Hota Nahi Hai
Mehfil Mein Iski Hota Yahi Hai
Sab Kuchh Sunil Yaha Mil Jata Hai
Sanware Ki Mehfil Ko Sanwara Sajata Hai
Kismat Walo Ke Ghar Mein Shyam Aata Hain
Sanware Ki Mehfil Ko Sanwara Sajata Hai
Kismat Walo Ke Ghar Mein Shyam Aata Hain