Naa To Satsang Bhajan Ka Naa Amrat Piya – Ram Bhajan
Bhajo Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Kaho Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Naa To Satsang Bhajan Ka Naa Amrat Piya
Tann Ye Manav Ka Paa Ker Bhi Kya Kiya
Jisne Tujhko Ye Anmol Avasar Diya
Vo Gavaya To Jeevan Mein Kya Paa Liya
Bhajo Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Kaho Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Naa To Satsang Bhajan Ka Naa Amrat Piya
Tann Ye Manav Ka Paa Ker Bhi Kya Kiya
Jisne Tujhko Ye Anmol Avasar Diya
Vo Gavaya To Jeevan Mein Kya Paa Liya
Bhajo Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Kaho Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Ye Jag Aisa Jaise Ki Parchhayi Ho
Laakh Koshis Se Bhi Haath Naa Aaye Jo
Ye Peeche Usi Ke Jo Usi Ka Ho Liya
Bhajo Re Sita Ram Sita Ram
Kaho Re Sita Ram Sita Ram
Naate Sansaar Ke Saare Swarth Bhare
Hai Sada Jitna Chot Utni Gahri Kare
Fir Kyo Naa Hari Ka Ab Hokar Jiya
Bhajo Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Kaho Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Jo Deta Sada Leta Kuchh Bhi Nahi
Aise Ramji Saa Milik Naa Milta Kahi
Bin Uska Hue Vyarth Jeevan Gaya
Bhajo Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Kaho Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Jinka Pawan Bhajan Sukh Ka Aadhar Hai
Vo Milta Usi Ko Jisme Bus Pyar Hai
Fir Kahe Ko Hotho Ko Tune Siya
Bhajo Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram
Kaho Re Sita Ram Sita Ram Sita Ram